Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeR D Burman
HomeR D Burman
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hum donon ne dekha tha ek sapna kahin pe chhota sa ik ghar tha apna aangan mein utari thi chandani raaten hum baithe karte the pyaar ki baaten wo baaten wo raaten bhool jaayen hum to humen yaad dilana haan bhool na jaana na tumse huyi na hamse huyi na tumse huyi na hamse huyi donon se mohabbat ho na saki donon se mohabbat ho na saki na tumse huyi na hamse huyi na tumse huyi na hamse huyi tumse bhi ye shikwa ho na saka humse bhi shikaayat ho na saki hamse bhi shikaayat ho na saki na tha aisa iraada kiya tha hamne waada magar takdeer hai ye koi zanjeer hai ye ise hum tod dete zamaana chhod dete magar jeena pada hai zehar peena pada hai kasam tum tod aaye wafa hum chhod aaye chalo insaaf kar dein khatayen maaf kar dein ho tumse bhi sharafat ho na saki tumse bhi sharafat ho na saki humse bhi sharafat ho na saki humse bhi sharafat ho na saki na tumse huyi na hamse huyi na tumse huyi na hamse huyi donon se mohabbat ho na saki donon se mohabbat ho na saki falak jo kaam
naa jaane din kaise jeevan mein aayen hain naa jaane din kaise jeevan mein aayen hain ke mujhse to bichhade khud mere saaye hain naa jaane din kaise jeevan mein aayen hain kya kya socha tha kya thi umeeden jiske liye bhi maine kho di aankhon ki ye needen usi se dukhon ke tohfe ye paayen hain naa jaane din kaise jeevan mein aayen hain samjha sukh jisko chhaya thi ghum ki jaise kahin ret pe chamken kuchh boonden shabnam ki ye dhoke nazar ke humne bhi khaayen hain naa jaane din kaise jeevan mein aayen hain
naa koi umang hai naa koi tarang hai meri zindagi hai kya ek kati patang hai naa koi umang hai naa koi tarang hai meri zindagi hai kya ek kati patang hai naa koi umang hai aakaash se giri main ik baar kat ke aise aakaash se giri main ik baar kat ke aise duniyaa ne phir naa poochhoo duniyaa ne phir naa poochhoo loota hai mujhko kaise naa kisi ka saath hai naa kisi ka sang hai meri zindagi hai kya ek kati patang hai naa koi umang hai lag ke gale se apne baabul ke main naa royi aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa lag ke gale se apne baabul ke main naa royi doli uthi yun jaise doli uthi yun jaise arthi uthi ho koi yahi dukh to aaj bhi mere ang sang hai meri zindagi hai kya ek kati patang hai sapnon ke devtaa kya tujhko karun main arpan sapnon ke devtaa kya tujhko karun main arpan pathjhad ki main hoon chhaya pathjhad ki main hoon chhaya main aansuon ka darpan yahi mera roop hai yahi mera rang hai meri zindagi hai kya ek kati patang hai naa koi umang hai
naa soyenge naa sone denge naa soyenge naa sone denge aaj saari raat hogi mulaaqaat savere baat karenge to nahin chalega haan haaa chalega magar saari raat mera dil jalega jalega ree naa soyenge naa sone denge aaj saari raat hogi mulaaqaat savere baat karenge to nahin chalega hmm hmm hmm haaa chalega magar saari raat mera dil jalega pyaare pyaare honton se pyaare preetam ko pukaara hai hooooo lambi kaali raaton si zulfon ko maine savara hai lalalalaaaa laalalalaaa yeh dil hai bekaraar karenge hum pyaar savere pyaar karenge to nahin chalega chalega hmmmm chalega magar raat bhar dil pe teer chalega naa soyenge naa sone denge aaj saari raat hogi mulaaqaat chhodo mat chhedo ke dekho pyaar ka waqt hota hai hooo hooo premi jaag jaati hai saara jag jamaana ye sota hai na na na na naa hmm hmmmm khuda ke liye jaao jara sa muskuraao savere muskuraenge to nahin chalega chalega haan chalega magar raat bhar dil mein ghum pale gaa naa soyenge naa sone denge aaj saari raat hogi
janam diya jinko tumne janam diya jinko tumne kyun das liya unko naag devta janam diya jinko tumne kyun das liya unko naag devta dene waale ko waapas lene ka kya haq hai waapas lene waale ko dene ka kya haq hai dene waale ko waapas lene ka kya haq hai waapas lene waale ko dene ka kya haq hai baras raha hai aankh se paani lagi hai dil mein aag devta paagal chhaati peet ke ro ke maatam karte hain dobaara kab zinda hote hain jo marte hain paagal chhaati peet ke ro ke maatam karte hain dobaara kab zinda hote hain jo marte hain bujhe huye deepak na jalen to kaisa deepak raag devta bekaar hai rona insaano himmat se kaam lo deewaano jo patthar hai kab khilta hai insaaf kabhi yun milta hai kya rakha hai in baaton mein taqdeer hai apne haathon mein sab tod do jhuthi rasmon ko sab waadon ko sab kasmon ko wo cheekh nahin thi naara tha tumko bhagwaan pukaara tha is vaqt agar dar jaaoge wo mar gaya tum mar jaaoge dekho utho bhaago daudo zanjeer gulaami ki todo dekho utho bhaago
aate jaate hue main sab pe nazar rakhtaa hoon aate jaate hue main sab pe nazar rakhtaa hoon naam abdul hai mera kyaa ho naam abdul hai mera sab ki khabar rakhtaa hoon aate jaate hue main sab pe nazar rakhtaa hoon aate jaate hue main sab pe nazar rakhtaa hoon naam abdul hai mera sab ki khabar rakhtaa hoon ho naam abdul hai mera sab ki khabar rakhtaa hoon sar kisi ke saamne jhuk jaaye mera ye mujhe manzoor nahin aa pade waqt to mohtaaj sahee par main majboor nahin sar kisi ke saamne jhuk jaaye mera ye mujhe manzoor nahin aa pade waqt to mohtaaj sahee par main majboor nahin jaan pe khel jaaoon main wo jigar rakhtaa hoon jaan pe khel jaaoon main wo jigar rakhtaa hoon naam abdul hai mera kyaa haan naam abdul hai mera sab ki khabar rakhtaa hoon aate jaate hue main sab pe nazar rakhtaa hoon aate jaate hue main sab pe nazar rakhtaa hoon naam abdul hai mera sab ki khabar rakhtaa hoon naam abdul hai mera sab ki khabar rakhtaa hoon kisne diyaa kis ne liyaa kisne kahaan maal
naam gum jaayega chehraa ye badal jaayega meri aawaaz hi pehchaan hai gar yaad rahe naam gum jaayega chehraa ye badal jaayega meri aawaaz hi pehchaan hai gar yaad rahe waqt ke sitammmm kam haseen nahinnn aaj hai yahaaaan kal kahin nahiiin waqt se bade agar mil gaye kahin meri aawaaz hi pehchaan hai gar yaad rahe hoooo naam gum jaaeyga chehraa ye badal jaayega meri aawaaz hi pehchaan hai gar yaad rahe jo guzar gayiii kal ki baat thiii hoooooo umr to nahiiin ek raat thiiiiii raat ka siraa agar phir mile kahin meri aawaaz hi pehchaan hai gar yaad rahe hoooo naam gum jaaeyga chehraa ye badal jaayega meri aawaaz hi pehchaan hai gar yaad rahe din dhale jahaaaan raat paas hooooo hooo oooo oooo zindagi ki lauuu unchi kar chalo yaad aaye gar kabhi jee udaas ho meri aawaaz hi pehchaan hai gar yaad rahe naam gum jaaeyga chehraa ye badal jaayega meri aawaaz hi pehchaan hai gar yaad rahe
nadiya kinare pe hamra bagaan hamre bagaano pe jhoome aasmaan nadiya kinare pe hamra bagaan hamre bagaano pe jhoome aasmaan darpan sa chamke re tista ka paani mukh dekhe paani mein bhor suhani darpan sa chamke re tista ka paani mukh dekhe paani mein bhor suhani shiv ji ke mandir mein jage bhagwaan hamre bagaano pe jhoome aasmaan nadiya kinare pe hamra bagaan hamre bagaano pe jhoome aasmaan panchhi ho koi to pinjra banaun bandi ho koi to main phara bithaun panchhi ho koi to pinjra banaun bandi ho koi to main phara bithaun bas mein na aaye re mann beimaan hamre bagaano pe jhoome aasmaan nadiya kinare pe hamra bagaan hamre bagaano pe jhoome aasmaan kisi jadugar ne chanda suraj banaye ek nikale bahar ek chhupaye kisi jadugar ne chanda suraj banaye ek nikale bahar ek chhupaye khel hai jaadu ka saara jahaan hamre bagaano pe jhoome aasmaan nadiya kinare pe hamra bagaan hamre bagaano pe jhoome aasmaan
nagma hamaara gayega ye zamaana nagma hamaara gayega ye zamaana nagma hamaara gayega ye zamaana hum de chale ishq ko ek aisa tarana nagma hamaara gayega ye zamaana tum se mere shah e jahan mera ghum bhi rangeen ghazal tum se bhi ye mamtaaz e man mere aansu tajmahal hoo kitna haseen dil nasheen hai hamaara fasana nagma hamaara gayega ye zamaana deewanon ke seene mein dil dil mein jab tak baaki hai pyaar do dil milte honge jahan hum tum aayenge baar baar oo mehka hua hamse hai pyaar ka har zamana nagma hamaara gayega ye zamaana hum de chale ishq ko ek aisa taraana nagma hamaara gayega ye zamaana nagma hamaara gayega ye zamaana
ae aao na dil hai beqaraar na na na na ae hey na na nahin nahin abhi nahin abhi karo intezaar chhodo na aa haan nahin nahin abhi nahin abhi karo intezaar nahin nahin kabhi nahin main hoon beqaraar na na na na mm hm hm hm na na na na na ha baba main bhi jawaan tu bhi jawaan kami hai kis baat ki hey main bhi jawaan tu bhi jawaan kami hai kis baat ki yahan aao na ghabraao rut hai mulaaqaat ki haan nahin nahin abhi nahin phir kabhi dildaar nahin nahin kabhi nahin main hoon beqaraar la la la la la la la la la la la la la la la bade wo ho tum piya zid kyun nahin chhodte ho bade wo ho tum piya zid kyun nahin chhodte haan kaliyon ko khilne se pehle nahin todte na nahin nahin kabhi nahin chali jaayegi bahaar nahin nahin abhi nahin thoda intezaar ae hey hey na na ah ha ha na na nahin nahin abhi nahin abhi karo intezaar nahin nahin kabhi nahin main hoon beqaraar na na na na mm hm hm hm na na na na na baba jaane jahan phir kahan aisi tanhaaiyaan oh jaane bhi do chhodo mujhe
naach na aave phir bhi bhaiya are naach na aave phir bhi bhaiya aisa laga zamaana saadhu santi chhod ke dekho are saadhu santi chhod ke dekho naache dhin dhin naana naana ho gaya deewaana naana ho gaya deewaana naana ho gaya deewaana naana ho gaya deewaana naach na aave phir bhi bhaiya are naach na aave phir bhi bhaiya aisa laga zamaana oye saadhu santi chhod ke dekho are saadhu santi chhod ke dekho naache dhin dhin naana naana ho gaya deewaana naana ho gaya deewaana naana ho gaya deewaana naana ho gaya deewaana mausam jab koi meetha raag sunaaye dil par bolo kaise kaabu aaye are mausam jab koi meetha raag sunaaye dil par bolo kaise kaabu aaye are man ka ghoda bagh toot bhaage are man ka ghoda bagh toot bhaage bin paani bin daana oye saadhu santi chhod ke dekho are saadhu santi chhod ke dekho naache dhin dhin naana hoye naana ho gaya deewaana naana ho gaya deewaana naana ho gaya deewaana naana ho gaya deewaana jaane kaisi rutt mastaani chhayi aisi agni bhadki raam
naram naram raat mein garam garam chaand par naram naram raat mein garam garam chaand par haath lag gaya jahan chhala pad gaya wahan wo bhi gol gol tha ye bhi gol gol hai wo bhi gol gol tha ye bhi gol gol hai naram naram raat mein garam garam chaand par naram naram raat mein garam garam chaand par haat lag gaya jahan chhala pad gaya wahan wo bhi gol gol tha ye bhi gol gol hai wo bhi gol gol tha ye bhi gol gol hai garam garam chhale ka naram naram chhilka tha chhilka chhila to wahan phir se ek chaand tha garam garam chhale ka naram naram chhilka tha chhilka chhila to wahan phir se ek chaand tha wo bhi gol gol tha ye bhi gol gol hai wo bhi gol gol tha ye bhi gol gol hai naram naram raat mein garam garam chaand par naram naram raat mein garam garam chaand par haath lag gaya jahan chhala pad gaya wahan wo bhi gol gol tha ye bhi gol gol hai wo bhi gol gol tha ye bhi gol gol hai chaand chhil ke zara dekhen kaisa haal hai lagta hai bhi to ek golmaal hai chaand chhil ke
natija hamari mohabbat ka kya hai ye tum bhi na socho ye hum bhi na sochen natija hamari mohabbat ka kya hai ye tum bhi na socho ye hum bhi na sochen ye dil ka lagana bura ya bhala hai ye tum bhi na socho ye hum bhi na sochen badi muktsar hai mulakaat apni magar keh gaya hai dil har ek baat apni badi muktsar hai mulakaat apni magar keh gaya hai dil har ek baat apni aaaaa yunhi kyun na guzre ye din raat apne haqeeqat bane kyun naa ghadi bhar ke sapne kabhi kabhi aisa bhi to hota raha hai tumhari ada ya hamari ada hai ye tum bhi na socho ye hum bhi na sochen ye dil ka lagana bura ya bhala hai ye tum bhi na socho ye hum bhi na sochen bahut mere dil ke kareeb aa gayi ho nasha ban ke aankhon par meri chha gayi ho hoo pata kuch nahi hai ye kya zindagi hai magar aisa lagta hai ke jannat yahi hai kabhi kabhi aisa bhi to hota raha hai tumhari wafaa ya hamari wafaa hai ye tum bhi na socho ye hum bhi na sochen natija hamari mohabbat ka kya hai ye tum bhi na socho ye hum bhi
hehe he hehehehe ho ho ho hohohoho hehe he hehehehe hehe he hehehehe ho ho ho ho hohohoho ho ho ho ho hoho ho hehe hehe eheh heheh he heh hehe hehe are naye purane saal mein ek raat to baaki hai naye purane saal mein ek raat to baaki hai baaki baatein ho chuki ek baat baaki hai are naye purane saal mein ek raat to baaki hai naye purane saal mein ek raat baaki hai baaki baatein ho chuki ek baat baaki hai naye purane saal mein ek raat baaki hai kahin hai koi apna kahin koi begana kaise apni baat kahen aakhir dil deewana are kahin hai koi apna kahin koi begana kaise apni baat kahen aakhir dil deewana jaldi kya hai pehle na mulakaat baaki hai naye puraane saal mein ek raat baaki hai are baaki baatein ho chuki ek baat baaki hai naye puraane saal mein ek raat baaki hai raat bani hai dulhan khush hain chaand sitaare mehfil mein aa baithe dushman dost hamaare hoo raat bani hai dulhan khush hain chaand sitaare mehfil mein aa baithe dushman dost hamaare are aane waale dulha
neend churaa ke raaton mein tumne baaton baaton mein dekho baat badal di hai hum phir baat badal denge aaj nahin dil kal denge bai aisi bhi kya jaldi hai are aisi bhi kya jaldi hai hai re hai re neend churaa ke raaton mein tumne baaton baaton mein dekho baat badal di hai hum phir baat badal denge aaj nahin dil kal denge bai aisi bhi kya jaldi hai are aisi bhi kya jaldi hai raat beeti saari jaalima main haari tum kya jaano ang ang mera phook gayi chingaari re raat beeti saari jaalima main haari tum kya jaano ang ang mera phook gayi chingaari izzz aa haa izzz aa haa aag laga barsaaton mein tumne baaton baaton mein dekho baat badal di hai hum phir baat badal denge aaj nahin dil kal denge bai aisi bhi kya jaldi hai are aisi bhi kya jaldi hai uuuuu haaa aaaa aa dard bahut seh baithi door bahut reh baithi tumko jo kehna tha mujh se main tum se keh baithi dard bahut seh baithi door bahut reh baithi tumko jo kehna tha mujh se main tum se keh baithi izzz aa haa izzz aa haa
oooo ooooo oooo oooooo oooooo oooo ooooo oooo oooooo hooo oooo ooooo oooo oooooo oooooo hmm hmmm hmm hmmm hoooooo ni sulatana re pyaar ka mausam aaya ni sulatana re pyaar ka mausam aaya are haaye re hari hari chhaya bolo naa bolo mukh se gori chudi tumhari bole hey yahi batiyaan sun sun ke jeeya mera dole ni sulatana re pyaar ka mausam aaya balam babuaa bedardi saawan aaya aa jaa balam babuaa bedardi saawan aaya aa jaa mil jaayen more saiyaan jab teri baiyaan phir ghani chhaiyaan main machal ke gaaun sun jaa karoon baina kab mile chaina tab hanse naina jab tujhe main paaun piya mora jeeya tujh se laaga hooo jiye koi kaise haan yahi bata jaa ha ha haan balam babuaa bedardi saawan aaya aa jaa saawan aaya aa jaa saawan aaya aa jaa hoooooo ni sulatana re pyaar ka mausam aaya are haaye re hari hari chhaya bolo naa bolo mukh se gori chudi tumhari bole hey yahi batiyaan sun sun ke jeeya mera dole hey ni sulatana re pyaar ka mausam aaya hoo balam babuaa bedardi saawan aaya
nigahon ne chheda hai dil ka taraana nigahon ne chheda hai dil ka taraana sun kar kahin naa tum bura maan jaana maine kiya hai pyaar pehli baar maine kiya hai pyaar pehli baar nigahon ne chheda hai dil ka taraana sun kar kahin naa tum bura maan jaana maine kiya hai pyaar pehli baar maine kiya hai pyaar pehli baar nigahon ne chheda hai dil ka taraana dil ki baaten aankhon se kya honthon se bolo sajna ho dil ki baaten aankhon se kya honthon se bolo sajna o yun hai ki mujhko pyaar tumse ho gaya hai bas yahi kehna ho hai bas yahi kehna o jaane jaana hai bas yahi kehna o jaane jaana maine kiya hai pyaar pehli baar maine kiya hai pyaar pehli baar nigahon ne chheda hai dil ka taraana aa ha aa haa aa aaaaaaaa aaaaaa ho dil ki haalat kaise dikhaun socha hi karta tha jatan ho aankhon mein ab to rehne lagi hai soorat tumhaari jaaneman ras ki bheegi inn aankhon mein aa main doob ke reh jaaun ho ras ki bheegi inn aankhon mein aa main doob ke reh jaaun ho main bhi yeh chahun aaj
hohohoho o deewano dil sambhalo dil churane aayi hoon main tum na maano aag paani mein lagane aayi hoon main nargisi aankhon se shabnami galon se reshmi baalon se hoho ho ho o deewano dil sambhalo dil churane aayi hoon main tum na maano aag paani mein lagane aayi hoon main la la la laa la la la laa paas aake bade hi khubsurat bahano se main karungi yuhi do chaar baaten deewano se aur sharmaungi loot le jaungi phir nahin aaungi o deewano dil sambhalo dil churane aayi hoon main tum na mano aag pani mein lagane aayi hoon main ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru dekh lena abhi jadu chalega nigaahon ka dil lagi mein khabar tumko na hogi mohabbat kya baaton hi baaton mein inn mulaqaton mein inn hasi raaton mein tum na mano aag pani mein lagane aayi hoon main nargisi aankhon se shabnami gaalon se reshmi baalon se o o o o o deewano dil sambhalo dil churane aayi hoon main aayi hoon main
o dilruba o o o tu muskuraa raa raa riii raaa raaa raaa koi jeeye chaahe mare teri bala se aaaa aaaaa aaaaa o dilruba o o o tu muskuraa raa raa riii raaa raaa raaa koi jeeye chaahe mare teri bala se aaaa aaaaa aaaaa o dilrubaaaa mera dil mujhe tadpaayegaaa jaaneman tera kya jaayega mera dil mujhe tadpaayegaaa o jaaneman tera kya jaayega aankhon hi aankhon mein teer tu chalaye jaa naa dar khuda se teri bala se o dilruba o o o tu muskuraa hmm raa raa riii raaa raaa raaa koi jeeye chaahe mare teri bala se ooo ooo ooo o dilrubaaaa tujhe to ghum e dil dena hai jaane de tujhe kya lena hai tujhe to ghum e dil dena hai ho jaane de tujhe kya lena hai aakhon se aankhon ki neend tu churaye jaa naa darr khuda se teri bala se o dilruba o o o tu muskuraa hmm raa raa riii raaa raaa raaa koi jeeye chaahe mare teri bala se ooo ooo ooo o dilrubaaaa
o ganga maiyaa aaaa o ganga maiyaa paar laga de mere sapnon ki naiyaa paar laga de mere sapno ki naiyaa o ganga maiyaa o ganga maiyaa paar laga de mere sapnon ki naiyaa o ganga maiyaa o ganga maiyaa paar laga de guzre idhar se bhi kaali ghataayein guzre idhar se bhi kaali ghataayein maa teri mamta ko degi duwaayen maa teri mamta ko degi duwaayen dukhiya ke aangan ki sookhi talaiya o ganga maiyaa o ganga maiyaa paar laga de mere sapnon ki naiyaa o ganga maiyaa o ganga maiyaa paar laga de jis liye naina taras rahe hain jis liye naina taras rahe hain saawan bhaadon se baras rahe hain saawan bhaadon se baras rahe hain sandes leike woh aaye purwaiyaa o ganga maiyaa o ganga maiyaa paar laga de mere sapnon ki naiyaa o ganga maiyaa o ganga maiyaa paar laga de soona pada hai chandan ka palna soona pada hai chandan ka palna palne mein jhule ik chanda sa lalana palne mein jhule ik chanda sa lalana jaise yashoda ka krishna kanhaiya o ganga maiyaa o ganga maiyaa paar laga de
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Na Tumse Huyi Na Hamse Raja Rani (1973) 05:12 14048
 
Poster of Raja Rani (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 05:12   Song Number : 14048   

Naa Jaane Din Kaise Chala Murari Hero Ban Ne (1977) 02:56 18234
 
Poster of Chala Murari Hero Ban Ne (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Asrani
Duration : 02:56   Song Number : 18234   

Naa Koi Umang Hai Kati Patang (1970) 04:24 21007
 
Poster of Kati Patang (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 04:24   Song Number : 21007   

Naa Soyenge Naa Sone Mr Romeo (1973) 05:27 13785
 
Poster of Mr Romeo (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rinku Jaiswal, Shashi Kapoor
Duration : 05:27   Song Number : 13785   

Naag Devta Shalimar (1978) 04:32 39652
 
Poster of Shalimar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:32   Song Number : 39652   

Naam Abdul Hai Mera Shaan (1980) 04:03 18221
 
Poster of Shaan (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:03   Song Number : 18221   

Naam Gum Jaayega Kinara (1977) 05:49 21016
 
Poster of Kinara (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dharmendra
Raag- 
Yaman
Duration : 05:49   Song Number : 21016   

Nadiya Kinare Pe Barsaat Ki Ek Raat (1981) 04:55 11554
 
Poster of Barsaat Ki Ek Raat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rakhi
Duration : 04:55   Song Number : 11554   

Nagma Hamaara Gayega Bundal Baaz (1976) 04:43 36094
 
Poster of Bundal Baaz (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sulakshana Pandit
Duration : 04:43   Song Number : 36094   

Nahin Nahin Abhi Nahin Jawani Diwani (1972) 04:06 17893
 
Poster of Jawani Diwani (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Jaya Bachchan
Duration : 04:06   Song Number : 17893   

Nana Ho Gaya Deewaana Mazdoor (1983) 06:16 18245
 
Poster of Mazdoor (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 06:16   Song Number : 18245   

Naram Naram Raat Naram Garam (1981) 04:11 11558
 
Poster of Naram Garam (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:11   Song Number : 11558   

Natija Hamari Puraskar (1970) 05:44 13996
 
Poster of Puraskar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Helen
Duration : 05:44   Song Number : 13996   

Naye Purane Saal Mein Raksha (1981) 06:01 37458
 
Poster of Raksha (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jeetendra, Parveen Babi
Duration : 06:01   Song Number : 37458   

Neend Churaa Ke Raaton Shareef Badmaash (1973) 04:57 21038
 
Poster of Shareef Badmaash (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Hema Malini
Duration : 04:57   Song Number : 21038   

Ni Sulatana Re Pyar Ka Mausam (1969) 05:11 21041
 
Poster of Pyar Ka Mausam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 05:11   Song Number : 21041   

Nigahon Ne Chheda Ghatak (1996) 06:25 38375
 
Poster of Ghatak (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Meenakshi Seshadri
Duration : 06:25   Song Number : 38375   

O Deewano Dil Sambhalo The Great Gambler (1979) 04:27 32156
 
Poster of The Great Gambler (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Zeenat Aman
Duration : 04:27   Song Number : 32156   

O Dilruba O Tu Muskura Teesra Kaun (1965) 03:22 16162
 
Poster of Teesra Kaun (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Kalpana
Duration : 03:22   Song Number : 16162   

O Ganga Maiya Chandan Ka Palna (1967) 05:03 12832
 
Poster of Chandan Ka Palna (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 05:03   Song Number : 12832   
Karaoke Songs of r d burman, Sad Songs of r d burman, Love Songs of r d burman, Dance Songs of r d burman, Hip-hop songs of r d burman, Best songs of r d burman, Super hit songs of r d burman, hit songs of r d burman, duet songs of r d burman, solo songs of r d burman, old songs of r d burman, famous songs of r d burman, Hindi Karaoke Songs of r d burman, Hindi Sad Songs of r d burman, Hindi Love Songs of r d burman, Hindi Dance Songs of r d burman, Hindi Hip-hop songs of r d burman, best Hindi songs of r d burman, super hit Hindi songs of r d burman, hit Hindi songs of r d burman, duet Hindi songs of r d burman, solo Hindi songs of r d burman, old Hindi songs of r d burman, famous Hindi songs of r d burman, Sing Along Songs of r d burman, Sing Along Sad Songs of r d burman, Sing Along Love Songs of r d burman, Sing Along Dance Songs of r d burman, Sing Along Hip-hop songs of r d burman, Sing Along Best songs of r d burman, Sing Along Super hit songs of r d burman, Sing Along hit songs of r d burman, Sing Along duet songs of r d burman, Sing Along solo songs of r d burman, Sing Along old songs of r d burman, Sing Along famous songs of r d burman